Rate saaf rakhein
Har service ka rate board par likhein.
Wallet ka dhyan
Balance khatam hone se pehle recharge karein aur bonus offers dekhein.
Pehli baar sahi kaam
Reprint kam hone se grahak wapas aate hain.
Bharosa banayein
Kaam ke baad grahak ki file hata dein.
Dhyan dein: Apna Print Portal sarkari website nahi hai. Official kaam ke liye hamesha sambandhit vibhag ka official channel use karein.